FOLLOW ME

Thursday, May 10, 2012

Tanhayeeee....

Tanhai se pyaar kar baithe hum..
In rahon me jane kahan kho gaye hum.
In khwabon me yun kho gaye hum
Ke hakikat jo hi hum bhula baithe.
Kta hua...kya kho,gaya...
Kya hua ...haan kuch yo kho gaya..

Parwa na ki humne is duniya ki
Kadar bhi na ki kisike jazbaat ki
Reh gaye hum to tanha o sanam
Kya kahe kya karen..kya sunein hum..

Written by ME....
No relevance to neone....

No comments:

Post a Comment